Top 5 Games Gearing Up to Steal Your Time in 2024 Strap in, gamers! Get ready to lose yourself in sprawling universes, epic adventures, and captivating stories. 2024 is shaping up to be a phenomenal year for gaming, with highly anticipated titles promising to deliver unforgettable experiences. This blog post dives into the top 5 trending games that are generating the most buzz and excitement. From beloved franchises returning with a fresh twist to innovative new concepts, these titles are poised to dominate your playtime (and social media feeds) in the coming months. So, clear your schedules, stock up on snacks, and dive into the hype with us! Here's what awaits you in the thrilling world of games this year. 1. Prince of Persia: The Lost Crown (Ubisoft): This 2.5D side-scrolling action-adventure revives the beloved franchise, offering classic platforming and time-manipulation mechanics in a mythical Persian setting. Its January release has garnered significant attention. 2. Star W
How to make a bootable pendrive in Hindi.
Pendrive ko bootable kaise banaye or isase computer me window kaise install kare ya daale-
-> Agar yadi aap apne computer me window dalna chahate hai par apke pass window ki CD nahi hai or aap apne pendrive me window ko copy karke computer me dalana cahate hai to iske liye apko apne pendrive ko bootable banana hoga.
Kyoki computer me window dalane ke liye aapke pass bootable pendrive hona chahiye. To aaj ki is post me sikhte hai pendrive ko bootable kaise banaye.
Pendrive ko bootable banane ke liye important things-
1.Computer- agar apke pass computer hai to computer me aap ashani se pendrive ko bootable bana sakte hai.
2. Win to flash software-
Iski help se hame pendrive ko bootable karna hai. Ye ek chhota softwer hai. Aap ise download Kar le.
Click here to download wintoflash.
Click here to download wintoflash
3. Window file- aap computer me jis window ko dalana chahate hai. Uski Puri files honi chahiye. Kyoki sabhi file important hai. Unke bina aapke computer me window nahi chalegi.
How to use wintoflash softwer for bootable pendrive-
Ab aap kuchh step follow kare-
1. Wintoflash ko download karne ke baad open kare.
2. Open karne ke baad apke samne ek new page open hoga. Aap niche image dekh sakte ho.
3.ab aap computer me apna pendrive insert kare. Pendrive Kam se Kam 4GB ka hona chahiye yadi apke window ki file 4Gb se jyada ki hai to 4GB se jyada ka pendrive lagaye.
4. Ab wintoflash ko open karke browser par click kare or wo file select kare jisme aapki window file hai.
5. Ab next par click kar de ab apke pendrive me window copy hone lag jaayegi. Kuchh minutes baad jab 100% ho jaaye to aap Check Kar le.
Ab aap pendrive se kisi bhi pc me window dal sakte hai.
How to install window in computer by pendrive-
Aap jis bhi pc me window install karna chahate hai.
usme pendrive insert kare.
Ab computer ko start kare or screen loading hone se pahle delete button ko 2-3 bar press kare.
Ab aapke samne ek window open hogi . Aap boot par click kare or first boot drive par pendrive ka option Kar de. Ab save par click kare or yes Kar de.
Iske aage ki process same wese hi hai jaise ham kisi cd se window dalate hai.
thanks.
if this post is helpful for you, Then share this post or subscribe to our newsletter for more updates.

Comments
Post a Comment