Skip to main content

Top 5 Trending Games in 2024

Top 5 Games Gearing Up to Steal Your Time in 2024 Strap in, gamers! Get ready to lose yourself in sprawling universes, epic adventures, and captivating stories. 2024 is shaping up to be a phenomenal year for gaming, with highly anticipated titles promising to deliver unforgettable experiences. This blog post dives into the top 5 trending games that are generating the most buzz and excitement. From beloved franchises returning with a fresh twist to innovative new concepts, these titles are poised to dominate your playtime (and social media feeds) in the coming months. So, clear your schedules, stock up on snacks, and dive into the hype with us! Here's what awaits you in the thrilling world of games this year. 1. Prince of Persia:  The Lost Crown (Ubisoft): This 2.5D side-scrolling action-adventure revives the beloved franchise, offering classic platforming and time-manipulation mechanics in a mythical Persian setting. Its January release has garnered significant attention. 2. Star W...

How to make a free mobile app for blog: blog ke liye free me mobile app kaise banaye

How to make a free mobile app for own blog/website?
Apne blog ke liye free me mobile app kaise banaye-


Aaj Kal her website ya blog ka Mobile app hota hai.
Or aap bhi apne blog ke liye mobile app bana sakte hai.

Is post me aapko 3 best tarike bataunga Jin ki help se aap easily apni website ya fir apne blog ke liye mobile app bana sakte hai.

Mobile app banane ke benefits->
    1. Mobile app banane se
         Apke blog ki repotation
        badhegi Sath hi apka
        blog ya website official
        lagegi.
     2. Mobile app ki help se
        visiter aapke blog ko
        easily open karke easily
        post padh sakte hai.
     3. PlayStore par publish
         Paisa bhi kama sakte
         hai.
      4. Or benefits to apko
          mobile app banane ke
         baad pata chalenge.

Mobile app kaise banaye->

mobile app banane ke three best ways -

1. Apk creator web to app lite-
       Iske liye aapko PlayStore par jana hoga or vaha jakar aapko search karna hogo APK creator web to app .
Is app ko install Kar le .
Install karne ke baad ise open kare.
Ab aapko isme sabhi chijo ko bharna padega.
Website URL- isme aapko
                        apni website ya blog ka full address add karna hoga.
App title - isme aapko apne
                 blog ke app ke liye tiltle bharna hoga.
Icon Url - isme aapko apne
                  blog ke app ke liye icon chunana hoga . Or us icon ka url add karna hoga.
Version no.- isme aapko
                      apne mobile app ke liye version number fill karna padega jaise- 0.1/ 2.0.1 etc.
App language - isme aapko
                            English fill karna hai.

Email - ya par apka e-mail
            add karna hai jese
yourname@--

Ab ✓ is tick karna hogo.
Ab iske niche likha hua hoga
  Create app.
App us par click Kar 15-30 second ka wait kare . Ab aapka app ready hai.
Ab apke samane nayi window open hogi jaha par app ko download karne ka link hoga us par click karke download Kar le.

Isme aapko keval kuchh hi option milenge lekin aap iska paid version install karonge to iske paise lagege lekin usme option adhik hai.
Lekin hame to free me mobile app banana hai to aap free version install kare.
Iski khas baat ye hai ki isme aap Jo apne blog ke liye aap banaoge to uski size Kam hogi( <1 mb).

2. AppsGeyser- ye bhi app
                         banane ki ek
    popular website hai . Is website par jaane ke liye aapko Google par AppsGeyser search karna hoga . ab website ko open kare . Open karne ke baad aapko website se login karna padega . Jab app login button par click karonge to wo aapse puchega ki app kaise means app kis social media se login karna chahenge app Google+ se login kare.
Login karne ke baad aapke samne bahut si categories​ dikhai degi app waha se koi bhi category ka app bana sakte hai . Lekin hame apne blog ke liye app banana hai to aap website par click kare
Ab apko website ya apne blog ka url add karna hai. App apne blog ka url add kare.
 Ab go par click kare ab ye aapse puchenga ki ye blog apne kaha se banaya hai means ye blog WordPress ka hai ya fir blogger ka . Apne jaha se banaya hai waha click Kar de .
Click karne ke baad wo aapse app ka title puchenga wo bhar de .
Iske baad apko color/ language/ version/ icon etc. Add karne hai. Add karne ke baad create app par click kare ab aapke samne ek nayo window open hogi. App waha se apna app download Kar sakte hai or yadi app apne app ko PlayStore ya Amazon etc par upload karonge to aapke iske paise lagege.

Apkmakr.com ->
         
Sabse pahale apko Google me jakar apkmakr.com search karna hai.
 Iske baad use open karo.
 Open karne ke baad side me login button dikhai dega. App us par click karke Google+ se login kare.

Login karne ke baad aap apne mobile app ka title add kare.
Blog ka url add kare.
Icon ka url add kare.
Email add kare.
Or sabhi process uper wale tarike se hogi.
Last me aap apne APK ko privew karke dekh sakte hai.
Or last me aap use yadi publish karna chahate hai to Kar sakte hai.
Thanks.

Umid hai ki aapne apne blog ka mobile app bana liya hoga. Agar koi problem hai to comment karke bataye.

 
   

Comments

Popular posts from this blog

Mobile par apna blog kaise banaye

Mobile par blog kaise banaye - Mobile par blogger par blog kaise banaye - Agar aap bhi apna blog banana chahate hai or aapke pass computer nahi hai to app mobile par bhi apna blog bana sakte hai. Or apne sawym ke triks , post internet​ par updates Kar sakte hai. Blog banane ke liye Kya Kya hona chahiye-  1. Computer ya smart       Phone  2. Googal account  3. Basic knowledge Follow the following steps carefully -   1. Sabse pahale apne mobile ya computer se   blogger.com     par jaaye. 2. Ab aapke samne ek webpage open hoga . Ab aap create a blog par click kare. Click karne ke baad sign in ka option aayega. Waha par aap apni G-MAIL account se sign kare. 3. Ab aapne blogger par successfully sign in Kar liya hai. Sign karne ke baad ek nayi window open hogi. Waha par aap create a new blog par click kare. 4. Click karne ke baad aapke samne ek form aayega. Aap usme achhe se bhare. Jaise  Title- any na...

How to use Bluetooth like walkie-talkie : Bluetooth se free me baat kaise kare

Bluetooth walkie - talkie - Bluetooth se free me baat Karne ke liye aapko ek free mobile app download karna hoga. Aap Bluetooth walkie-talkie ko free me PlayStore se install Kar sakte hai. How to use -  Bluetooth walkie-talkie ko install Karne ke baad apkp mobile me Bluetooth​ open karna hoga or aap jis dusre mobile par baat karna chahate​ hai uska bhi Bluetooth open karna hoga . Ab dono Bluetooth ko ek - dusre se pair karna hoga . Or us mobile me bhi Bluetooth walkie-talkie install karna padega . Ab us pahale mobile se Bluetooth​ walkie-talkie ko open karna hoga. Ab open Karne ke baad screen par wo sabhi Bluetooth aa jayege Jo aapke mobile ke Bluetooth se pair hai. Ab aap jis bhi Bluetooth par call karna be chahate hai us par click kar de. Ab aapka call start ho Gaya hai or ab app free me baat Kar sakte hai. Uses -. 1. Free calling like walkie-talkie. 2. Speaker mode 3. Record audio. Lost - work only Bluetooth range​. To umeed hai ye post aapko pasand aay...

Top 5 Trending Games in 2024

Top 5 Games Gearing Up to Steal Your Time in 2024 Strap in, gamers! Get ready to lose yourself in sprawling universes, epic adventures, and captivating stories. 2024 is shaping up to be a phenomenal year for gaming, with highly anticipated titles promising to deliver unforgettable experiences. This blog post dives into the top 5 trending games that are generating the most buzz and excitement. From beloved franchises returning with a fresh twist to innovative new concepts, these titles are poised to dominate your playtime (and social media feeds) in the coming months. So, clear your schedules, stock up on snacks, and dive into the hype with us! Here's what awaits you in the thrilling world of games this year. 1. Prince of Persia:  The Lost Crown (Ubisoft): This 2.5D side-scrolling action-adventure revives the beloved franchise, offering classic platforming and time-manipulation mechanics in a mythical Persian setting. Its January release has garnered significant attention. 2. Star W...