Top 5 Games Gearing Up to Steal Your Time in 2024 Strap in, gamers! Get ready to lose yourself in sprawling universes, epic adventures, and captivating stories. 2024 is shaping up to be a phenomenal year for gaming, with highly anticipated titles promising to deliver unforgettable experiences. This blog post dives into the top 5 trending games that are generating the most buzz and excitement. From beloved franchises returning with a fresh twist to innovative new concepts, these titles are poised to dominate your playtime (and social media feeds) in the coming months. So, clear your schedules, stock up on snacks, and dive into the hype with us! Here's what awaits you in the thrilling world of games this year. 1. Prince of Persia: The Lost Crown (Ubisoft): This 2.5D side-scrolling action-adventure revives the beloved franchise, offering classic platforming and time-manipulation mechanics in a mythical Persian setting. Its January release has garnered significant attention. 2. Star W
How to increase typing speed 70 word per minute ; टाइपिंग स्पीड कैसे बढ़ाएं , एक मिनट में 70-80 शब्द कैसे लिखें ?
Typing speed ko kaise improve kare-
Aaj ka topic hai typing speed ko kese badaye
Aaj ke yug me typing speed ki bahut jarurat hai yadi aap koi company me computer se sambandhith koi job karte ho to yeh bahut hi jaruri hai.
Or aaj most of exams like ssc, typewriter in high court me typing speed ki jarurat padati hai .
To typing speed kaise badaye-
1. Typing speed badhane ke liye aapko keyboard se sambandhith basic knowledge hona chahiye jaise- A Kahan par aata hai...
Typing ki line jis par apne hatho ki anguliya rakhani hai. Or there jaise capital letters me kese likhate hai etc
Typing speed kyo nahi badati hai-
1. Aapki typing speed is liye nahi badhti hai kyoki aap typing Karne me laparwahi karte ho . Jaise- aap jab koi sentence likhte ho to aap kisi ek anguli se likh dete ho.
2. Typing speed badhane ki aapne kabhi kosis nahi ki aap 25-30 word per minute likhate ho aap usi me santust ho. Lekin typing Karne ki speed aapka bahut samaya save Kar sakati hai is baat ka aapne kabhi dhyan nahi rakha.
Typing speed kaise badaye-
1. Typing speed badhane ke liye aapko keyboard ke sabhi keys ki jaankari honi chahiye ki konsa word kaha aata hai. Aapko har line achhi tarah se yaad honi chahiye jaise -
Q W E R T Y U I O P
A S D F G H J K L ;
Z X C V B N M
agar aapko lines yaad nahi hai to aap ye yaad Kar le.
2. Typing speed badhane ke liye software ki bahut jarurat hoti . Aap typing Master , rapid typing or other typing software apne computer me install Kar lo or unki madad se apni typing speed badhao. Yadi aap beginner ho mins aapne typing suru hi ki hai to typing Master pro sabse best rahenga.
3. Daily practice-
Typing speed badhane ke liye aapko daily Kam se Kam typing ko 1 hour Dena hoga or ye practice daily 2 months tak karni hai. Esa Karne se aapki typing speed kuchh hi dino me pahle se behtar ho jaayegi .
Or apko practice chhodani nahi hai kyoki kuchh person hard sentence aane jaise - capital letters, commas and number paid aane par typing chhod dete hai kyoki jab we ese word starting me likhate hai to unki typing speed Kam aati hai but
Aapko ye practice tab tak nahi chhodani hai jab tak apki speed 50-60 word per minute nahi ho jaaye are ye typing speed to samanya hai bahut se person hai jinki speed 70-80 word per minute hai.
4. Check your speed online with other typing website-
Ex- http://thetypingcat.com
How to make a diary using notepad?
Thanks apne ye post Puri padhi .
Umid karta hu ki ye post apko pasand aayi hogi .
Esi hi post ke liye is post ko share kare.
Thanks.
main 1 year say typing kr rha hu pr 40wpm sy upr nhe jati. kea kru????
ReplyDeleteBohut badhiya bataya, bhai ap ne shukriya mazeed aisi posts late rahe hamare liye.
ReplyDeleteComputer kitne prakar ke hote hain.